![]() |
[2021] Blog post ko jaldi search me kaise laye – Killer Tips |
Blog post ko google search me jaldi kaise laye.
Blog post ko jaldi search engine me lane ke liye koi badi bat nai hai vo asani se app kar sakhte hai par apko kuj rules follow karne honge sabse pehle to app apni post ko jada se jada share kare apki post 500 word se jada honi chahiye aur post ka title apke content ke relatad ho apni post me new jankari honi chahiye jisse apke visitors jada aye ek bat aur jab apne blogging suru kiya hoga apko
Blog post link ko google me index kaise kare
Sabse pehle apko apne gmail id se Googl search consol me log in karna hog aur yaha pe apne jo apni website add ki hogi vo show ho jayegi aur uske bad app google search dashboard me clik kare.
fir ek new page opne hoga jisme apko apni post ka URL Submit karna hoga jaise.
fir app apni post ka URL copy karke is me dale jo post ko google me Submit karna hai
aur Fatch pe click kare.
Ab apka post Submit ho geya hai Ab Submit to index me click kare per eh aur page opne hoga jisme app Tic mark karke.
Crawl only this URL par click kare aur Go buttion pe click kare.
Aise apka post successfully Submit ho jayega aur kuj hi time bad google search engin me ane lagega.
Apko meri yeh post kaisi lagi plz commnt karke jarur bataye Aur feedback ke de hum apki aise hi puri help karte rahege jo vi jankari hume pata hogi apse jarur share karege.Thnks